Blackhat Seo Kya hai Puri Jankari Hindi Me
Hello dosto mera naam hai samanta aur aaj me blackhat Seo kya hai uske bare me bataunga agar apko jaannana hai ki blackhat seo kya hai to iss article ko pura padhna nahi to apko samajh me nahi aayega .agar apne seo kya hai WO article ko abhi tak nahi padha hai to usko bhi zaroor padhna .
Dosto me apko bata deta hoon ki me iss blog me aise hi accha accha Post dallta raheta hoon agar apko iss blog se Jude rahena hai to iss bell ki icon ko daba kar allow kar Lena taki me jabhi bhi koi naya post dallunga to apke paas notification pahanch sake aur aapko kuch sikhne aur jannene ko milega.
Dosto aap log agar blogging ya YouTube par kaam kar rahe ho to apko pata hoga ki seo kya hota hai.Seo kaise kaam karta hai aur seo kyu use karte hai.dosto seo 2 types ke hoten hai ek hai whitehat seo aur dusra hai black hai seo to aaj me Blackhat Seo ke bare me bataunga ki Blackhat seo kya hai aur log usko kish liye karte hai.
Blackhat Seo kyu karte hai
Kuch blogger Jo hai wo apni website ke upar bohot paisa kharch karte hai .aur usme Jo unko income hota hai utne me unka rahen sahen nahi hota hai.to WO log event blogging ko target karte hai .aur event blogging me kam samay me rank kar pana thoda muskil hai quki event blogging me bohot compilatio raheta hai to aise me blogger log Blackhat seo ke madat se apni event blog ko rank karte hai.
Blackhat seo kya hai
Dosto kuch log aise hoten hai Jo kam samay me apni website par apni post ko rank aur YouTube par apni video ko viral karne ke liye Jo galat rasta apnate hai usko Blackhat seo bolte hai.jaise ki ek YouTube par apni video ko viral karne ke liye thumbnails ,description, meta description pe Jo keyword dall te hai lakin unki video us chiz par bana nahi hota hai usko Blackhat seo kahete hai.
Blackhat seo ko log bahot tarha se karte hai jaise ki ek YouTube apni video ko rank karne ke liye thumbnail bohot attract banate hai lakin wo video thumbnail ke hisb me nahi hota hai ya apni description aur meta discretion me kuch aise keyword bhi daal dete hai jinki uss video ke sath koi sambandh nahi hota hai .blogger apni post ko rank karne ke liye ek hi keyword ko baar baar likhte hai yaa apni website ko rank karwane ke liye paid visitors kharid te hai aur backlink bagera purchase karte hai in sabhi Jo galti karte hai usko Blackhat seo kehete hai.
Har blogger ka ek maksad hota hai ki unki website search engine par pehela page par peheli result me show kare taki usko income bohot jayada ho sake.to WO apni website ko rank karne ke liye apni post me ek keyword ko bohot baar use karte hai yaa backlink purchase karte hai.apni competitors ne backlink kaha pe banaya hai kuch tools ke madat se dundte hai aur usi jaga par backlink banane ki koshish karte hai ye Jo San tarika hai inko Blackhat seo kaha jata hai.
Backlink kya hota hai
Blackhat seo ka fayda jitna hai utna nuksan bhi hai.Blackhat seo Jo karte hai unki website aur video to bohot jaldi rank karta hai lakin jab Google bing in sabhi search engines ka algorithm apni website ko jab Crowl karta hai to hamara website ko penalty deta hai aur uska rank kam hone lagta hai aur wo kabhi bhi phirse rank nahi hoga.
Me apko recommend karunga ki aap blackhat seo naa Karen quki isme bohot parisani ko face karna padta hai .agar aap karna chahate hai to aap Blackhat seo ko event blogging me use Karen quki event blogging me apka website agar accha rank karta hai to apko bohot jayada traffic milega jitne jayada traffic utna earning hoga agar uske baad humara website ka rank kamta hai to koi baat nahi .event khatm hone par to uss website par traffic bhi nahi aayega to aap event blogging me Blackhat seo kar sakte hai.
Event blogging kya hai
Dosto me asha karta hoon ki apko samajh me aa gaya hoga ki Blackhat Seo kya hai aur ye kaise kaam karta hai .Blackhat seo ka fayda aur nuksan kya hai.agar apke man me koi bhi sawal hai to aap mujhe comment karke batao me apki puri madat karunga.
Blackhat seo kaise karte hai

Blogger Blackhat Seo kaise karta hai
Har blogger ka ek maksad hota hai ki unki website search engine par pehela page par peheli result me show kare taki usko income bohot jayada ho sake.to WO apni website ko rank karne ke liye apni post me ek keyword ko bohot baar use karte hai yaa backlink purchase karte hai.apni competitors ne backlink kaha pe banaya hai kuch tools ke madat se dundte hai aur usi jaga par backlink banane ki koshish karte hai ye Jo San tarika hai inko Blackhat seo kaha jata hai.
Backlink kya hota hai
Blackhat seo ka nuksan
Blackhat seo ka fayda jitna hai utna nuksan bhi hai.Blackhat seo Jo karte hai unki website aur video to bohot jaldi rank karta hai lakin jab Google bing in sabhi search engines ka algorithm apni website ko jab Crowl karta hai to hamara website ko penalty deta hai aur uska rank kam hone lagta hai aur wo kabhi bhi phirse rank nahi hoga.
Blackhat seo ka fayda
Me apko recommend karunga ki aap blackhat seo naa Karen quki isme bohot parisani ko face karna padta hai .agar aap karna chahate hai to aap Blackhat seo ko event blogging me use Karen quki event blogging me apka website agar accha rank karta hai to apko bohot jayada traffic milega jitne jayada traffic utna earning hoga agar uske baad humara website ka rank kamta hai to koi baat nahi .event khatm hone par to uss website par traffic bhi nahi aayega to aap event blogging me Blackhat seo kar sakte hai.
Event blogging kya hai
Dosto me asha karta hoon ki apko samajh me aa gaya hoga ki Blackhat Seo kya hai aur ye kaise kaam karta hai .Blackhat seo ka fayda aur nuksan kya hai.agar apke man me koi bhi sawal hai to aap mujhe comment karke batao me apki puri madat karunga.
2 comments
Click here for commentsAn fascinating discussion is value comment. I think that it is best to write extra on this matter, it won’t be a taboo topic however generally people are not enough to talk on such topics. To the next. Cheers black hat seo meaning
ReplyBest work you have done, this online website is really cool with great facts. Black Hat SEO
ReplyApp log comment srif blog se releted hi karna tabhi me aap logo ko reply kar paunga ConversionConversion EmoticonEmoticon